Intezar! (a poem in hindi)
Har lamha jab tanha reheti hoonEk dhundli si tasveer nazar aati hai
Ek aahat….ek ahsas
Ek hal-chul besabra kar jati hai....
Yeh kaun hai jo gud-gudata hai
Mere armano ko…ek hasood ki tarah
Woh teevra nazar jiske takte hiPalak sharm se zhook jati thiAb nazar bachaya karte hain
Yeh kaun hai jo mujhe pukarta hai is kayanat ke us paar se?
Main kyon khichi chali jati hoon
Ek bawali ki tarah?
Kab chatega yeh kohora dil ki virani se
Kab milegi sukun
Jise humne talasha hai har disha main?
Copyright © BuntysBanter 2007
Ek aahat….ek ahsas
Ek hal-chul besabra kar jati hai....
Yeh kaun hai jo gud-gudata hai
Mere armano ko…ek hasood ki tarah
Woh teevra nazar jiske takte hiPalak sharm se zhook jati thiAb nazar bachaya karte hain
Yeh kaun hai jo mujhe pukarta hai is kayanat ke us paar se?
Main kyon khichi chali jati hoon
Ek bawali ki tarah?
Kab chatega yeh kohora dil ki virani se
Kab milegi sukun
Jise humne talasha hai har disha main?
Copyright © BuntysBanter 2007

0 Comments:
Post a Comment
<< Home